Rajesh Khanna – Superstardom was amazing and remarkable that there was no media,no email,no facebook, no twitter, no marketing strategies in his era yet he had several golden jubilees. THIS IS A TRUE DEFINITION OF A SUPER STAR OF INDIAN CINEMA .
Most of his movies movie had crossed 100 crores and his movies now have a longevity of few weeks together .
Now, there are no jubilees. Everything done now is to make a fast buck.
Let us remember THE GREAT SHRI RAJESH KHANNA AND PRAY FOR HIS DEPARTED SOUL AND REMEMBER THAT GOLDEN ERA 1942 – 2012.
A soulful poem from the movie Daag of 1973:
MAIN TO KUCH BHI NAHIN…..
AAP AAP KYA JAANE MUJHKO SAMAJHTE HAIN KYA
MAI TO KUCHH BHI NAHI
IS QADAR PYAR ITNI BADEE BHEED KA MAI RAKHUNGA KAHA
IS QADAR PYAR RAKHNE KE QABIL NAHI
MERA DIL MERI JAAN MUJHKO ITNI MOHABBAT NA DO DOSTO

SOCH LO DOSTO IS QADAR PYAR KAISE SAMBHALUNGA MAIN
MAI TO KUCHH BHI NAHI
PYAR PYAR IK SHAKHS KA AGAR MIL SAKE TO BADEE CHEEZ HAI ZINDAGI KE LIYE
AADMI KO MAGAR YE BHI MILTA NAHI YE BHI MILTA NAHI
MUJHKO ITNI MOHABBAT MILI AAPSE
MUJHKO ITNI MOHABBAT MILI AAPSE YE MERA HAQ NAHI
MERI TAQDEER HAI MAIN ZAMAANE KI NAZRO ME KUCHH NA THA

MERI AANKHON MEIN ABTAK WOH TASVEER HAI IS MOHABBAT KE BADLE MAI KYA NAZAR DU
MAI TO KUCHH BHI NAHI
IZZATE SHOHRATE CHAAHATE ULFATE KOI BHI CHEEZ DUNIYA ME RAHTI NAHI
AAJ MAI HU JAHAA KAL KOI AUR THA

YE BHI IK DAUR HAI WOH BHI IK DAUR THA
AAJ ITNI MOHABBAT NA DO DOSTO
AAJ ITNI MOHABBAT NA DO DOSTO
KI MERE KAL KI KHATIR NA KUCHH BHI RAHE
AAJ KA PYAR THODA BACHA KAR RAKHO MERE KAL KE LIYE KAL

KAL JO GUMNAAM HAI KAL JO SUNSAAN HAI KAL JO ANJAAN HAI KAL JO VEERAAN HAI
MAIN TO KUCHH BHI NAHI HU
MAIN TO KUCHH BHI NAHI